Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakkhe hain humne woh din
Hmm... gullak mein padi chawanni si
Bacha ke rakkhe hain humne woh dinNaa kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se udhaar ke din thheWoh din bhi kya din thhe
Wo o wo [x4]Bigde huve insaan thhe
Shaitan ki santaan thhe
Ho lekin brothher jo bhi kaho
Woh yaar hi toh jaan thhe
College ki kudi se
Karne aankhein chaar ke din thhe
Aaye zindagi mein pehle pehle
Pyaar ke din thhe heyWoh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
OooKarna mana thhe kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Hmm... jinki nahi thi permission
Saare kiye intezam woh
Bedhab harqaton ke
Bhoot sar pe sawaar ke din thhe
Hadh karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din thheWoh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o woHmm kharboojon ko kharboojon ki
Mili si sangat ke apne woh din
Jeevan pe chadhi jawaani ki
Nayi si rangat ke apne woh dinYaad hai filmon ke puraane
R D Burman ke woh gaane
Band ke keyboard ke
Aur guitar ke din thheWoh din bhi kya din thhe
Wo o wo [x4]