Paglayi paglayi duniya yeh logon ko
Padhti hai akhbaron ki tarah
Dekhe woh jismon se aage bhi thoda sa
Baaton ke pichhe bhi jhaanke zara
Jo hai chhupa, jo na padha
Kitna kuchh hai aisa likhaNazron mein jo aaya nahi
Duniya waalon ko na dikhaTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoonTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoonTere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Chamkeele kaagaz si
Muskaanein hain in honton pe
Beimaani saawar hum
Jaise ho in choton peSach mein kabhi hass na sake
Khul ke ro bhi paate nahi
Kya rog hai hum kyun bhala
Jo hain woh ho jaate nahiTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoonTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoonTere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Sapnon se tu zinda
Sapnon se hi main zinda hoon
Jhoothi si duniya ki
Parwah humne karni hi kyun
Kuchh khaas hai, kuchh khoob hai
Tujhmein mujhko hai yeh khabar
Ik dosti sach se kareeb
Dooja sathi tera sabarTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoonTere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon
Tere mere jaisa koyi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hoon