Niklo Na Benaqab

-
  • TextText file is a kind of computer file that is structured as a sequence of lines of electronic text.
  • WordUse for Microsoft Office Word or Open Office
  • PDFUse for Abobe Acrobat

Niklo Na Benaqab - Pankaj Udhas Lyrics


Be parada nazar aayi jo kal chand biviya
Akbar jamin mein gairat koni se gad gaya
Pucha jo maine aapaka parada wo kya huva
Kehane lagi ke akll par marado ke pad gaya
Nikalo na benaqab
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai - 2
Aur usape ye shabaab jamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab haiSab kuchh hamein khabar hai nasihat na kijiye - 4
Kya honge hum kharaab jamaana kharaab hai - 2
Aur usape ye shabaab jamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab haiMatalab chhupa huva hai yahaan har sawaal mein - 4
Do sochkar jawaab jamaana kharaab hai - 2
Aur usape ye shabaab jamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Raashid tum aa gaye ho na aakhir fareb mein - 4
Kehate na the janaab zamaana kharaab hai - 2
(Aur usape ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai) - 2
zamaana kharaab hai - 4

Niklo Na Benaqab lyrics !!!